✍️PRO Writing Tool

English + Hindi + Translation
📄 PDF Kaise Chahiye? Select Karo
Words: 0Auto Save ON ✓Chars: 0

English to Hindi Writing Tool

Dosto agar aap bhi English se Hindi me likhna chahte ho to ye tool sirf aapke liye hai.Maine dekha ki MP Online, Loan, aur Sarkari form ke liye logo ko Hindi aur English me application likhne me bahut dikkat hoti hai, isliye maine ye 3-in-1 Writing Tool banaya hai.

Is Tool Me Kya-Kya Milega?

1. English Writing: Aap English me direct type kar sakte ho aur uska PDF bana sakte ho. Jaise Loan application, Chhutti ke liye letter.

2. Hindi Writing: Agar aapko Hindi me likhna hai to aap Hinglish me likho jaise mera naam akash hai main khategaon se hu aur ye apne aap मेरा नाम आकाश है मैं खातेगांव से हूँ me badal dega.

3. English to Hindi Translation: Ye sabse khaas hai. Aap English me likho jaise "i am salman i live in kahniwada" aur ek click me "मैं सलमान हूं मैं कहनीवाड़ा में रहता हूं" me convert ho jayega.

Naya Feature - 3 Tarah Ka PDF

Pehle PDF me dono language ek sath aate the, ab aap chun sakte ho:

Iske Features Kya Hai?

Iska Upyog Kaha-Kaha Hota Hai?

Ye tool students aur dukan walo ke liye bahut kaam ka hai. Aap iska upyog MP Online Form, Collector Application, School Application, Loan Application, aur Khasra Khatoni ke liye kar sakte ho.

Ye tool 100% free hai aur mobile me bhi aasani se chalta hai. Agar aapko ye tool pasand aaya to apne dosto ke saath share jarur karna.

Keywords: English to Hindi typing, Hindi writing tool, MP Online Hindi typing, Hindi Only PDF, English Only PDF